Wednesday, April 3, 2013

hindi sad shayari, mast shayari


Khamoshi bhi ajeeb chiez hoti hai, kabhi-kabhi bin bole hi kitna kuch keha jati hai,kabhi in aankho mein kitni kushi de jati hai,aur kabhi bin bole hi in aankho mein kitne aansu de jati hai....

Aaj inkar kar diya unho ne,humara dil thoda diya unho ne,kasoor unka nahi humara tha jo dosti ko pyar samajh liya hum ne....

ab intzar na raha. ab kisi se pyar na raha,hum akele the aur akele hi rahe gaye unke intzar mein, aur wo bahut door chale gaye....

Tum Bin Jiya Jae Kaisse
Tum Bin Raha Jae Kaisse
Sadiyoon Se Lanmbi Hain Ratain…
Sadiyoon Se Lanmbe Hain Din ..
Ajao Ab Laot Kar Yeh Dil Kuch Keh Raha Hay
Aja Laot Kar Yeh Dil Kuch Keh Raha Hay


Kyun kisi se itna pyar ho jata hai,
ek din jeena bhi dushwaar ho jata hai.
Lagne lagte hain apne bhi paraye,
aur ek ajnabi par itna aitbaar ho jata hai…

    
Yaadien aksar hoti hain satane ke liye,
Koi rooth jaata hai phir maan jaane ke liye,
Rishte nibhana koi muskil to nahi,
Bas dilon me pyaar chahiye use nibhane ke liye…

2 comments:


  1. Brilliant, what a blog it is! This blog provides valuable Chutkule, messages , sms on FUNNY JOKES, CHUTKULE, HINDI JOKES, LOVE QUOTES to us, keep it up.

    ReplyDelete

फ़्लाइट में एक महिला अपने बच्चे को टॉयलेट में बैठा कर उससे बोली:

फ़्लाइट में एक महिला अपने बच्चे को टॉयलेट में बैठा कर उससे बोली: "तुम करो, मैं पाँच मिनट में आयी " बालक दो मिनट में ही बाहर निकल क...